Like Us
Wednesday, June 6, 2018
Tuesday, June 5, 2018
Monday, June 4, 2018
Saturday, June 2, 2018
Jab tu nazar aaye
Bechain sa hota hu u
Jab tak tu nazar na aaye
Sabar sa khil aata hai
Jab tu nazar aaye
Behte hue ashko ko roku u
Jab tera ehsaas aa jaye
Guzra pal laut aata hai
Jab tu nazar aaye
Bewajah koi baat nhi karta yu
Pr jab tu ho toh kuch b bol jaye
Panchi azaad ho jata hai
Jab tu nazar aaye
gustakhiya hui hai ab u
Jab se tum yaha aaye
Khwaab ik pyaar ka aata hai
Jab tu nazar aaye
Hue paraye sab mujh se yu
Raat din ka aalam ab sataaye
Dil se khyaal nhi jaata hai
Ab kab tu nazar aaye?
http://rhymestock.com
Friday, June 1, 2018
Thursday, May 31, 2018
Wednesday, May 30, 2018
Tuesday, May 29, 2018
Sunday, May 27, 2018
Subscribe to:
Posts (Atom)









